Recent Posts

urdu jokes

urdu jokes

urdu jokes hum sab ko bohat pasand hain aj mien ap logon k sath top urdu jokes share kar raha hun agar pasand ayen to share zaror kijiye ga.

urdu jokes with images

urdu jokes




urdu jokes


urdu jokes


urdu jokes


urdu jokes


Pathan bakhra zibah karne laga to confuse ho giya
kai parhna kiya hai ? Ek lamha sochnay kai baad 
churi chalatay huway josh sai bola
Happy birthday to you..!!!!!

...................................................

Angraiz pathan sai What is ur name ?
Pathan : Resspect flower
Angraiz : what
Pathan : Yara eak to aap ko eanglish bhi samj nahe aati 
                                   

           ezzat gull

.........................................................


Pathan se kisi ne pucha: Aqal bari hai ya bhens
Pathan thori dair sochnay kai baad: Hum ko pagal mat samjho 

Phlay dono ka date of birth btao

.......................................................


Eak admi ki tang ki hadi toot gaye Hopital giya to wahan dossray 
aadmi ki dono tangay toti dkh kar bola 

   Kia aap ki 2 biwiyan hai


............................................................

2 pathan pehli dafa umrah karnay gaye
Dono khana kaba ka tuwaf kar rahay thay Asar ki azaan huwi 
Or dono bahir chalay gae masjid dhondnay


........................................................

1 hindu road pe ja raha tha ke pathan se takkar ho gai
Hindu : shamma cahta hun 
Pathan : shama to hum bhe chatay hain lekn is ka baap nahe manta


................................................

Ek shadi me pathan or panjabi ek sath beth gay chawal kai sath murgha bhi rakha hua tha chawal pathan ki taraf tha pathan nai os tray ko ghumaya or murgha apni taraf kiya
 Panjabi : kya kar rahe ho khan sab 
Pathan : da hendu bacheya khpe ye kable ta wi
kafir ka bacha murgha ki tang kaaba ki taraf thi. hahaha

....................................................................


Post a Comment

0 Comments